2014-08-09

Pakistannis living in France , talk about 14th august azaadi march…

07 august 2014 , Paris

I met several people in Paris on the7th of august 2014, I interogated these people about the azaadi march on the 14th of august and about the ” youm-e- shuhadaa” called by doctor Tahir ul Qadri on the 10th of august 2014.

here are some phrases from some people :

- ” Imran Khan ko chahiye kay woh apni baat par poora utrey, aur 14 ko inqlab laye, kahin yeh na ho kay woh bas dharnaa dey kar doo din baad wapis chal parey” – Raja Tauseef Ali originally from Bewal Tehsil Gujar Khan now living in Paris.

- ” Hum sab iss umeed sey Imran Khan ko support kar rahein hein, kay woh humaray Pakistan mein behatri laa saktaa hai, aagey Allah taalah sey dua hai kay humaray Pyaray Pakistan ki Hifazat karey aur uss ko dushman ki nazaar sey bachaa kay rakhay, Ameen” – Mohammad Asad originally from Sahiwal now living near Paris.

- ” Nawaz Sharif ko apna mandat poora karnay do, woh elect ho kar yahaan tak pohanchaa hai, agar issi tarah har koyi iqlaab , inqlaab kay naarey lagaata raha to Kabhi bhi Pakistan mein koyi establishement nahi aaye gi.” – Daoud Malik originally from Tehsil Gujar Khan now living near Paris.

- ” Humaray mulk kay liye behtar hai kay army take over kar lay or in saab looteray siasatdanoo ko jail mein band kar kay sazaa dey aur in ka paisa aur jayidaad zabt kar lay.” – Raja Basharat Mahmood – Origanaly from a village near Mandra Tehsil Gujar Khan now living in Paris.

- ” Imran Khan aur Dr. Tahir ul Qadri ko mil kar kaam karna chahiyeh, akailay akaily kuch haasil nahi hoga” – Mohammad Irfan Chuhan – Originaly from GujarKhan now living near Paris.

- ” Dr. Tahir ul Qadri ko chahiye kay woh ab inqlaab lay aayein , aur apni taaqat ka izhaar karein, yah phir Canada wapis laut jayein” – Nizakat Ali Chaudary oignally from Qazian tehsil Gujar Khan now living in Paris.

- ” Imran Khan aab humara naya Pakistan baneya ga aur tabdeeli laye ga, Nawaz Sharif ko chahiyeh kay woh sateefa day kar Jadah revana ho jayein, yehi un kay liye behtar hai.” – Haji Abdul Karim – Originally from Gujrat now living in Paris.

these were some thoughts and words by some Pakistannis down here in Paris. People’s thought are shared and confused between al these political statements and the political scene in our country is not helping them to understand what is going to happen.

All we can do is to pray for a better and peacful Pakistan.

Raja Zubair Ahmed MATLOOB

Paris , FRANCE

The post Article by Zubair Matloob appeared first on My Pothwar.

Show more