2015-09-25

Sarson ka Saag Recipe Ingredients:

Sarson ka saag (mustard greens) – 500gm

Palak (spinach) – 250gm

Methi ke patte (fenugreek leaves) – 1 cup

Pyaz (onion) – 2 medium size (bareek kata hua)

Tamatar (tomato) – 4 medium size (bareek kata hua)

Hari mirch – 2 (bareek kata hua)

Adrak – 2 inch (bareek kata hua)

Lehsun – 9 se 10 (bareek kata hua)

Lal mirch powder – 1/2 tsp

Hing – 1/4 tsp

Paani – 1 cup

Maida – 2 tbsp

Ghee – 3 tbsp

Namak – Swaadanusaar

Sarson ka Saag Recipe In Hindi (Sarson ka Saag banane ki vidhi Hindi me):

How to make Sarson ka Saag at home:

Sarson ka saag banane ke liye, sabse pehle sarson, palak aur methi ke patton ko saaf kar lein aur kaat lein.

Ab teeno ko achhe se dho lein.

Ek pressure cooker mein, kati hui sarson, palak aur methi ke patte, hari mirch, adrak, lahsun, swadanusaar namak, 1 tbsp ghee aur 1 cup paani daal kar 7-8 minute ke liye pakka lein.

Gas ko 7 se 8 minute ke baad band kar dein aur cooker ki samagri ko thoda thanda hone ke liye rakh dein.

Thoda thanda hone par, ek blender ya grinder ki madad se saag aur 2 tbsp maida ko bareek pees lein.

Ek pan mein, ghee garam karke usme hing, bareek kata hua pyaaz daalein aur bhoora hone tak pakayein.

Pyaaz ke bhoora hone par usme lal mirch powder aur tamatar daal kar achhe se milayein aur tamatar ke naram hone tak pakayein.

Ab, pyaaz tamatar ke tadke mein pisa hua saag daalein aur achhe se milayein.

Pan ko dhak dein aur sarson ke saag ko 15 se 20 minute ke liye dheemi aanch par pakayein.

Beech beech mein saag ko hilate rahein.

Ek chammach makhan ki bhar kar sarson ke saag par daalein aur garama garam makki ki roti ke saath serve karein.

Sarson ka Saag Recipe in Hindi

Print

Prep time

2 hours

Cook time

45 mins

Total time

2 hours 45 mins

Enjoy this delicious Recipe of Sarson ka saag with spoon full of butter and makki ki roti.

Author: Suman

Recipe type: Main

Cuisine: North Indian

Ingredients

सरसों का साग - 500 ग्राम

पालक - 250 ग्राम

मेथी के पत्ते - 1 कप

प्याज़ - 2 मीडियम साइज़ (बारीक कटा हुआ)

टमाटर - 4 मीडियम साइज़ (बारीक कटा हुआ)

हरी मिर्च - 2 (बारीक कटी हुई)

अदरक - 2 इंच (बारीक कटा हुआ)

लहसुन - 9 से 10 (बारीक कटा हुआ)

लाल मिर्च पाउडर - ½ tsp

हींग - ¼ tsp

पानी - 2 से 3 कप

मैदा - 2 tbsp

घी - 3 tbsp

नमक - स्वादानुसार

Instructions

सरसों का साग बनाने के लिए, सबसे पहले सरसों, पालक और मेथी के पत्तों को साफ़ कर लें और काट लें।

अब तीनो को अच्छे से धो लें।

एक प्रेशर कुक्कर में, कटी हुई सरसों, पालक और मेथी के पत्ते, हरी मिर्च, अदरक, लहसुन, स्वादानुसार नमक, 1 tbsp घी और 1 कप पानी डाल कर 7 -8 मिनिट के लिए पका लें।

गैस को 7 से 8 मिनिट के बाद बंद कर दें और कुक्कर की सामग्री को थोड़ा ठंडा होने के लिए रख दें।

थोड़ा ठंडा होने पर, एक बलेंडर या ग्राइंडर की मदद से साग और 2 tbsp मैदा को बारीक पीस लें।

एक पैन में, घी गरम करके उसमे हींग, बारीक कटा हुआ प्याज़ डालें और भूरा होने तक पकाएं।

प्याज़ के भूरा होने पर उसमे लाल मिर्च पाउडर और टमाटर डाल कर अच्छे से मिलायें और टमाटर के नरम होने तक पकाएं।

अब, प्याज़ टमाटर के तड़के में पीसा हुआ साग डालें और अच्छे से मिलायें।

पैन को धक दें और सरसों के साग को 15 से 20 मिनिट के लिए धीमी आँच पर पकाएं।

बीच बीच में साग को हिलाते रहें।

सरसों के साग पर एक चम्मच मक्खन की भर कर डालें और गरमा गरम मक्की की रोटी के साथ परोसें।

3.4.3177

Incoming Search Terms:

Sarson ka Saag Recipe

Punjabi Sarson ka Saag

How to Make Sarson Ka Saag in Punjabi Style

Sarson da saag

Sarson ka saag and makki ki roti

Sarson ka saag how to make

The post Sarson ka Saag Recipe appeared first on Gharelunuskhe.com.

Show more