2015-12-24

Gharelu Nuskhe ~

Shayad aapko yeh sunne mein bahut ajeeb lag raha hoga ki android app download karke bhi paise kamaye jaa sakte hai? Agar aap bhi yahi soch rahe hai to iska answer hai haan ab aap sirf mcent app download karke bhi kuch airtime kama sakte hai.

‘mCent’ app ke mutaabik, aap mCent par aasani se mobile content dhoond sakte hai aur kuch free airtime paa sakte hai. Aapko alag tarah ki app download karne ka, survey karne ke liye, videos dekhne ke liye aur bahut si activities karne ke badle mcent ki taraf se airtime diya jayega. Yahi nahi apne dosto ko invite karne par, jo register karenge aur kuch offers mein participate karnege, uske liye bhi aapko benefit milega.

Free airtime kamane ke liye aapko sabse pehle mCent ka member banna padega. Jisse aap free airtime kama payenge.

mCent App par kaise kare Register

mCent par register karne ke liye:

mCent ka android app play store par search kare.



Search karne ke baad install kare



App Download aur Install Hone par, app open kare



App opne hone par register karne ke liye, agar app terms and conditions se sehmat hai to apna mobile number daalein aur password create karke signup par click kare

Confirmation ke liye receive hua Sms code bhare.

Aap chahe to apne Facebook account se bhi register kar sakte hai.

Register karne ke baad aap recommend app ya search karke bhi options mein se select kar sakte hai aur apps download karke yaa invitation bhej kar aur bahut si activities ka istemaal karke aap free airtime kama sakte hai apne android mobile se.

Aap apna Account balance Your Account par jaakar aasani se check kar sakte hai ur ise apne mobile ko top up recharge karne mein use kar sakte hai.

mCent App try karne ke liye Click Kare.

The post Android App se Paise Kaise Kamaye | Technology Tips appeared first on Gharelunuskhe.com.

Show more