Aamir khan ek popular Indian Actor, producer or director hai. Unka janm 14 March 1965 me Mumbai me hua. Aamir ke father Tahir Hussain Jo ki ek famous film producer hai or unki mother Zeenat Hussain hai. Aamir khan ne apne film career me kaphi ups and downs dekhe hai. Unki starting education St. Anne’s High School, Bandra me hui, Eight standard tak wo isi school me rahe uske baad unhone Bombay Scottish School, Mahim join kiya.
16 years ki age me Aamir khan ne ek 40- min ki short film me kaam kiya jiska title tha” Paranoia” Jisse direct kiya tha unki k school friend Aditya Bhattacharya ne. Aamir ke parents chahte the ko woe k successful doctor ya enginner bane pr unhone apna poora dhyan film career pr diya.
Career of Aamir Khan :-
College time me Aamir ne ek documentary ki FTII, Pune me. Ek mashoor director Ketan Mehta ne ek short film banai jiska title tha “Holi” usme bhi aamir ko ek chota sa role diya gaya. But Aamir ko sabse badi safalta mili 1988 me release hui movie” Qayamat Se Qayamat Tak” se jise write kiya tha Nassir Husaain ne or movie ke director the “Mansoor Khan”. Movie me Aamir ka saath diya “Juhi Chawla” ne. Is movie ki success ne Aamir or juhi ke career ko badal diya. Ab tak is movie ko 7 Filmfare awards mil chuke hai. Movie me “Alka yagnik” or Udit Narayan” ke sangeet ne logo ka man moh liya. Movie ke songs aaj tak sune ja rahe or pasand bhi kiye hja rahe hai.
Back to back success of Aamir Khan :-
“Qyamat se Qyamat tak” ki success ke baad Aamir ko ek k baad ek badi filmey milti gai.Is movie k baad Dharmesh Darshan dwara nirdeshit film aai “Raja Hindustani”. Movie me Aamir or
Karishma Kappor main role me rahe. 90’s Ki ye tisri sabse successful film rahi jise “Filmfare best Actor award” diya gaya
Year 1997 me release hui “Ishq” ye ek family entertaining movie thi jise log ne bahut pasand kiya. Is movie me Aaamir ka saath diya Ajay Devgan, Kajol or Juhi Chawla ne. Isi saal Aa
mir ki ek or movie Ghulam Release hui jo jo jyada accha pereform nahi kr pai. Uske baad aai Sarfarosh or Mela.
2001 ki sabse Hit movie jo rahi wo thi “Lagaan”. Movie ne box office pe dhamakedar performance di or kai saare awards bhi jeetey jinme ek tha Best Foreign language film or d
usra “74th academy awards”
Lagaan ki success k baad “Dil chahta hai” aai jisme Aamir ke saath the Saif Ali khan, akshay khanna and pretty zinta. Is movie ko direct kiya tha “Farhan Akhtar” ne.
Dil Chahta hai movie ke baad Aamir ne 4 saal ka breat liya. Or wo wapas aaye 2005 me Ketan Mehta ki movie “Mangal Pandey” me. Jo ki ek biopic movie thi.
2006 me “Rakeysh Omprakash Mehra” dwara direct ki hui movie “Rang De Basanti” release hui. Is movie ke liye Aamir ko “Filmfare Critics Award for Best Actor’ award diya gaya. Ye movie Oscar ke liye bhi select hui. 2006 me hi Aamir ki ek or movie aai “Fanna” jo ki box offc pr medium performer rahi.
Aamir ne apan production house open kr lia tha “Aamir Khan Production”. Year 2007 me baani movie “Taare Zammen Par” unhi ke production house me bani thi.
Blockbusters movie of Aamir Khan:-
2008 me Khan ne ek movie me kaam kiya jiska title “Ghajni”. Box office me shandaar collection karne k baad Filmfare Award k liye nominate bhi hui. Year 2009 to Aaamir k liye bahut hi lucky raha kyuki is saal unki ek top profit waali movie release hui “3 Idiots” jisme unhone Ranchod Das chanchad ka character p
lay kiya tha. 3 idiots ne Aamir ki peechli sabhi movie k records break kr diye or kai saare awards bhi liye.
Apne hi production house se Aamir ne ek social show start kiya jiska naam tha “Satymev Jayate”. Ye ek social critics pr based programme tha jisse logo ne khub pasand kiya.
Jiase jaise time nikalta gaya Aamir ki popularity bollybood me badti gai. Wo saal me kewal 1 ya 2 movie karne lage jo ki bade projects pr raheti. Year 2013 me Yash Raj productions ke banner taale bani film “Dhhom 3” ne box office pr dhoom macha di. Box office of India ne is movie ko saal 2013 se ki biggest hit movie bataya.
Year 2014 me Rajkumar hirani ne Aamir ko promote kiya as a “PK”. Is movie me Aamir ne ek ellien ka role play kiya. Movie me Aamir k alwa anushka Sharma, sushant singh rajput or boman irani bhi cast me rahe. Ye movie ne worldwide kaphi accha perform kiya or profit bhi kamaya.
Personal life of Aamir Khan:
Waise to Aamir kaphi simple and broad minded person hai. Log unhe Mr. Perfectionist k naam se jaante hai. Aamir ka Politics or social works me bhi kaphi interest raha hai. Unhe photography bhi pasand hai. Aamir ki marriage 18 April 1986 me “Reena Dutta” se hui jo ki Quamaat se Quamat tak movie me Aamir k saath kaam chuki thi. Unke 2 child Ira Khan or Junaid khan hai. But unfortunately December 2002 me Aamir or Reena ka divorce ho gaya or dono bacche Reena k saath rahne lage.
Year 2005 me Aamir ne dusri shaadi kr li “Kiran Rao” se jo ki Lagann movie ki assistant director reh chuki hai. In 2011 Aamir or unki wife ne ek interview me kaha ki wo ek baby ke parents ban gaye hai jiska naam hai “Azad Rao Khan”. 2010 me Aamir k father ki death ho gai uske baad se unhone hi apni family ko support kiya.
Awards:-
National Filmfare Award (Quamat Se Quamat Tak) in 1989.
National Filmfare Award (Taree Zameen Par) in 2008.
Best Foreign Language Film (Lagaan|) in 2002
IIFA Award ( 3- Idiots) in 2010
Aamir khan Dangal Movie Cast & Crew and Release Date:
Banner
Disney India Studio
Aamir Khan Productions
Status
Under Production
Release Date
23 Dec 2016
Genre
Biographical
Producer
Aamir Khan
Kiran Rao
Siddharth Roy Kapur
Star Cast
Aamir Khan…. Mahavir Singh Phogat
Sakshi Tanwar…. Daya Kaur
Fatima Sana Shaikh…. Geeta Phogat
Sanya Malhotra…. Babita Kumari
Suhani Bhatnagar…. Child Babita Kumari
Zaira Wasim…. Child Geeta Phogat
Aparshakti Khurrana
Ritvik Sahore
Girish Kulkarni
Story / Writers
Nitesh Tiwari
Piyush Gupta
Shreyas Jain
Nikhil Mehrotra
Costume Designers
Maxima Basu
Executive Producer
Alan Mcalex
Hair Stylist
Avan Contractor
Nanao Soyam
Publicity Pro
Spice
Censor Details:
Censor Dates
Not Available.
Censor Certificate No
Not Available.
Runtime
Not Available.
Certification
Not Available.
Reels
Not Available.
Length in metres
0.0
Co-Producer
Amrita Pandey
Make up
Vikram Gaikwad
Jogendra Gupta
Music Director
Pritam Chakraborty
Color
C
Language
Hindi
Director
Nitesh Tiwari
Lyricist
Amitabh Bhattacharya
Editor
Ballu Saluja
Cinematography
Setu
Production Designers
Laxmi Keluskar
Sandeep Meher
Action
Sham Kaushal
Publicity Designers
H-One
Rahul Nanda
Himanshu Nanda
Shooting Location(City & Country)
Ludhiana
India
Sound
Shajith Koyeri
Aamir Khan Dangal Box Office Collection Report –
1st Week
Friday
29.78 cr
Saturday
34.82 cr
Sunday
42.35 cr
Monday
25.48 cr
Tuesday
00.00 cr
Wednesday
00.00 cr
Total Domestic Collection
132.43 cr
Total Overseas Collection
60.99 cr
Total Worldwide Collection
193.42 cr
The post Aamir Khan – Dangal Movie Box Office Collection Report, Star Cast, Story, Release Date, Photos, Latest News appeared first on Box Office Adda.