sirf ose itna keh dena faraz.
me us k baghair tanha nahi...
------
aj os jahan ki hakeekat bayan kar de
jis jahan me logo se wafa nahi milti
-----
ye maasoomiyat ka konsa andaaz hai
par kaat k kehne lage ab tum azaad ho
-----
kon pareshan hota hai tere ghum se
wo apni hi kisi baat pe roya hoga
Ankhain khuli to jag uthi hasratain FARAZ...
usko bhi kho diya jisey paya tha khwab main.....
.......................................................................................................................
her roz dil udaas hota hai or shaam guzar jaati hai "faraz"..
ek roz sham udas hoga or huma guzar jaaynge..! --------------------------------------
MuHABBat KaY BaAd MuHABBat MuMkiN Hay FaRaz.....!!!!
MaGar ToOT Kay CaHna SirF Aik BaaR Hota Hay.......!!!!
--------------------------------------wo mujay apni zindge samjti ha Faraz
kia usay muj pr aihti bar ni
--------------------------------------Kitni Nafrat the usse Teri Tasveer se Faraz..
Ke apnA hath hi Jala Dala Teri Tasveer jalane k baad
hajoom-e-khawab se jab kabhi fursat mile tum ko"faraz"
agar samjho munasib to humain bhi yaad kar lena.
----------
lamha lamha mera is dukh main basar hota hai "faraz"
k zindagi bohut kam hai tujhy chahne k liye,,,,
--------
yah mut sooch teri ruswai ne aaj rula daya faraz.
ek shakhs ne puch tha bus meri muhabat k bare main...
--------
hum apni rooh tere jism me hi chor gaye Faraz
tujhe gale se lagana to sirf ek bahana tha..
-------
mat kar itna phoolon se piyar faraz.
koin k phoolon ka aashyan kanto mai hota hai.
------
Uss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko FARAZ
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga
------
Mere jazbat se waqif he maira qalm FARAZ
Main pyar likhon to tera nam likha jata he.
----------
Hum Ko Maloom Tha Anjaam-E-Mohabbat FARAZ
Humne Akhri Harf Se Phele Hi Qalam Tor Diya
--------
us se milte hi ye ehsaas hua tha mujhko
ye wohi shakhs hai jo lambi judayi dega..!!
-----------------
jab chalte thay to hum tanha thay,
phir hum mile, gham mile,
phir kaafla sa ban gaya..!!
-----------------
apne ahdaab se umeed thi tumse to na thi,
dast-e-tanhaayi me tumne bhi mujhe tanha chor diya..!!
Kaun Deta Hai Umr Bhar Ka Sahaara "Faraaz,.
Log To Janaaze Par Bhi Kaandhe Badalte Rehte Hain,.
******************************************
Hum T?o Agaz-E-M?ohabbat Mai Hi Lut Gay "Faraz"
L?0g Kehtay Hai? K A?jam bura H?ota Hai...!!!
*********************************************
Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz.
Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai.
umse bichar kar uska takabur bikhar gaya,
har ek se mil raha hai bari aajzi ke sath..!!
AAj tak Qaim hai uskay laut anay ki umeed
AAj tak tehri hai zindagi apni jaga
Laakh ye chaha k us ko bhool jaoun FAraz
HOSLAY apni jaga BEBASI apni jaga
***********************************************************Baad marnay kay bhe us ne choora na dil jalana FAraZ
Rooz phaink jata hai phool saath wali qabar par
Jin ko milta hai bohat sa pyar
Vohi Lowg toh khush naseeb hote hai
Aur jinke liye nafrat bhi na ho jahan mein
Vohi lowg haqeeqat mein gareeb hote hai
aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye
us ke baad aaye jo azaab aaye
[azaab=trouble, difficulty]
baam-e-miinaa se maahataab utare
dast-e-saaqii me.n aaftaab aaye
har rag-e-Khuu.N me.n phir charaaGaa.N ho
saamane phir wo benaqaab aaye
umr ke har waraq pe dil ko nazar
terii meher-o-wafaa ke baab aaye
kar rahaa thaa Gam-e-jahaa.N kaa hisaab
aaj tum yaad behisaab aaye
na gaii tere Gam kii saradaarii
dil me.n yuu.n roz inqalaab aaye
jal uThe bazm-e-Gair ke dar-o-baam
jab bhii ham Khaanamaa.N_Kharaab aaye
is tarah apanii Khamashii guu.Njii
goyaa har simt se jawaab aaye
'Faiz' thii raah sar basar ma.nzil
ham jahaa.N pahu.Nche kaamayaab aaye
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai Faiz Ahmed Faiz
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikaraam hii to hai
karate hai.n jis pe taa'n, koii jurm to nahii.n
shauq-e-fuzuul-o-ulfat-e-nakaam hii to hai
[taa'n=satire]
dil muddaii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ae jaan-e-jaa.N ye harf teraa naam hii to hai
[harf-e-malaamat=word of criticism]
dil naa-ummiid to nahii.n, na-kaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam, magar shaam hii to hai
dast-e-falak me.n, gardish-e-taqadiir to nahii.n
dast-e-falak me.n, gardish-e-ayyaam hii to hai
aaKhir to ek roz karegii nazar wafaa
wo yaar-e-Khush_Khasaal sar-e-baam hii to hai
[Khush_Khasaal=virtuous]
bhiigii hai raat 'Faiz' Gazal ibtidaa karo
waqt-e-sarod dard kaa ha.ngaam hii to hai
Her Adawat pe Mohabat ko Saja Kar Milna,
Rasm-e-Duniya hai Haqeeqat ko Chupa kAr Milna,
Jis ka Kirdaar hai Sitaron ki Tarha Roshan,
Kitna Dushwar hai ja kar us Shaks say Milna,
Tum Mohabat ko Bhi Fareb Samajhtay ho Faraz,Us ki Ada Hai Jab Bhi Milna Nigahon ko Jhoka k Milna..!!
kab tak dil kii Khair manaaye.n, kab tak raah dikhaaoge
kab tak chain kii mohalat doge, kab tak yaad na aaoge
biitaa diid ummiid kaa mausam, Khaak u.Datii hai aa.Nkho.n me.n
kab bhejoge dard kaa baadal, kab barkhaa barasaaoge
ahad-e-vafaa aur tark-e-muhabbat jo chaaho so aap karo
apane bas kii baat hii kyaa hai, hamase kyaa manavaaoge
kisane vasl kaa suuraj dekhaa, kis par hijr kii raat Dhalii
gesuo.n vaale kaun the, kyaa the, un ko kyaa jatalaaoge
'Faiz' dilo.n ke bhaag me.n hai ghar basanaa bhii luT jaanaa bhii
tum us husn ke lutf-o-karam par kitane din itaraaoge
Khudaa wo waqt na laaye ki soGawaar ho tuu
sukuu.N kii nii.nd tujhe bhii haraam ho jaaye
terii masarrat-e-paiham tamaam ho jaaye
terii hayaat tujhe talKh jaam ho jaaye
Gamo.n se aaiinaa-e-dil gudaaz ho teraa
Hujuum-e-yaas se betaab hoke rah jaaye
wafuur-e-dard se siimaab ho ke rah jaaye
teraa shabaab faqat Khwaab ho ke rah jaaye
Guruur-e-husn saraapaa niyaaz ho teraa
tawiil raato.n me.n tuu bhii qaraar ko tarase
terii nigaah kisii Gam_gusaar ko tarase
Khizaa.N_rasiidaa tamannaa bahaar ko tarase
koii jabii.n na tere sang-e-aastaa.N pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
fareb-e-waadaa-e-farda pe aetamaad kare
Khudaa wo waqt na laaye ki tujh ko yaad aaye
wo dil ki tere liye be-qaraar ab bhii hai
wo aa.Nkh jis ko teraa intazaar ab bhii hai
Bahana kyon tarasha rooth jaane ka Faraz
Bas itna keh dete ke dil mein jaga nahin rahi
Door hota to usse dhoond bhi lete Faraz
Rooh mein chup ke jo baitha hai usse payen kaise
Zalzalay yuhi besabab nahin aate Faraz
Koi deewana tah-e-khaak tadapta hoga
Hijr ki raat bohat lambi hai Faraz
Aao usski yaad mein thak ke sojayen
Yeh soch ke humne torr di tasbeeh Faraz
Kyon gin ke naam loon usska jo be hisab deta hai
Bohat ajeeb hain yeh bandishein mohabbat ki Faraz
Na ussne kaid mein rakha na hum faraar hue
Woh bewafa nahin magar itna zaroor hai Faraz
Pehle woh jis tarah ka tha waisa nahin
Ussne barri nazakat se mere honthon ko chuma Faraz
Ke roza bhi na toota aur aftaari bhi hogayi
Sirf chehre ki udaasi se bhar aaye ansoo Faraz
Dil ka aalam to abhi aap ne dekha hi nahin
Chandni raat mein aur bhi shidat se aayegi usski yaad
Behtar hai Faraz so jana shaam se pehle
Kabhi kabhi ye dil jaroor rota hai,
jab koi apna mil kar nazron se door hota hai.
kyun roti hai kambakht yeh ankhe,
kyun ki dil se jayada inka hi kasoor hota hai...
*****************************************Khaali shishe bhi nishaan rakhte hain,
Tute hue dil bhi armaan rakhte hai...
Jo khaamoshi se guzar jaaye,
Woh dariyaa bhi dil me toofan rakhte hai...
*************************************************************
Dil ko adat si ho gayi hai chot khane ki
Bhingi palkon ke sang muskurane ki
Kash anjaam hum pehle se jaan jaate
To koshish na karte dil lagane ki